Jaldi mota hone ke upay in hindi mein aap neeche bataye gaye prayog kare
- जीवन शैली सुधारे तम्बाकू, शराब और चाय को बँध कर दे और पौष्टिक आहार लेने का शुरुआत करे| Jeevan shaili sudhare. Tambaku, sharab aur chai ko bandh kar de aur paushtik aahar lene ka shuruaat kare.
- तनाव से मुक्त रहे और इस के लिए सवेरे उठ के योगासन करे| Tanav se mukt rahe aur is ke liye savere uth ke yogasana kare.
- पूरे 8 घंटे का नींद ले| Poore 8 ghante ka neend le.
- पर्याप्त मात्रा में पानी पिए| Paryapt matra mein paani piye
- मालिश और अभ्यंग से फ़ायदा होता है क्योंकि इस से विष निकल जाता है| Malish aur abhyang se fayda hota hai kyonki is se vish nikal jaata hai.
- वजन बढ़ाने के लिए व्यायाम करे. इस में वजन उठाने के कसरत से माश पेशियों में वृद्धि होता है| Vajan badane ke liye vyayaam kare. Is mein vajan uthane ke kasrat se maash peshiyon mein vruddhi hota hai.
- साथ में अधिक प्रोटीन और फेटस वाले आहार ले. दिन में 2 बार खाते हो तो 3-4 बार खाए. अंडे और दूध का सेवन करे. सिंगदाने और काजू अतिरिक्त मात्रा में खाए. इस के साथ फल और सब्जी भी खाए क्योंकि इन में शामिल मिनरल्स, विटमिन्स और फाइबर शरीर को आहार में से पोशाक तत्वा का पोषण करने में मदद करते है| Saath mein adhik protein aur fats vaale aaahaar le. Din mein 2 baar khaate ho to 3-4 baar khaaye. Ande aur doodh ka sevan kare. Singdaane aur kaju atirikt maatra mein khaaye. Is ke saath fal aur sabji bhi khaye kyonki in mein shamil minerals, vitamins aur fibre sharir ko aahar mein se poshak tatva ka shoshan karne mein madad karte hai.
- अगर आप माँसाहारी है तो मुर्गी, मछि और मटन का हर रोज सेवन करे. खाने में तेल के जगेह घी का उपयोग करे तो वरिधि तेज़ी से होगी| Agar aap maansahari hai to murgi, machchi aur mutton ka har roj sevan kare. Khaane mein tel ke bajay ghee ka upyog kare to vriddhi teji se hogi.
No comments:
Post a Comment